Samundar hai charo aur
na jane fir v kyun h pyaas
Dill dharak h mera
jab hota mere sath
hashar tak tu sath rhe
Bss itni c h meri aas
ishq beyan nhi hota
Yarro
ishq h ek Ehsaas
Ishq h ek Ehsaas
-
ਚਿੱਟੇ ਦਾ ਖਿਡਾਰੀ ਨਹੀਂ
Bohat khoob khelte hai apne jazbaton se
Yeh dill hi to hai jo aa jata hai baton me
-
Aaj samjha wafa hai hi nhi
Sab dikhawe hai dikhane ke liye
Sala har ek pr jaldi zakeen krna
Chodd de mani
Ab koi apna nhi chal chale
-
Jaan jan le jahan jaan ke dushman hai sare
Asli lutuf to teri aankhon me hai
Kya karunga sunwai me jakar
Lafje maine puch te sare
Kya karun tanhai me jakar-
Cheen liye zamane ne
Khushiyon ka pitara
Chahe mera chahe tumhara
Umar ki kamai ka to bss kafan siya
Kuch rakh bana kuch dawan kiya
Logo ne sara tamasha dekha
Chahe madumati chahe rekha
Ban ke tamasha dekha nazara
Cheen liya zamane ne khushiyon ka pitara
-
Jante huye bhi anjane ban gye
Jahan apne begane ban gye
Unka pesha tha dillo se khelna
Ham khel - khel me diwane ban gye-
Shuruaat hui thi khat se
Kyi mulakaate thi shat pe
Teri yaddon ki baton ka kafan ho gya
Sadiyon se Chalta aa rha tha kisaa-e mahobbat
Aaj khatam ho gya ...
Sab khatam ho gya...-
Agar sab mumkin hota
Is zanam me
To mot kon mangta
Kall kis ne dekha
Aage ka intzam to
Khuda janta ...-
Kon samjhta hai majboori kisi ki
Jahan sab ke bahane hai
Gutan si ho rhi
Teri rehnumaa par
Kya tere zahan me ham begane hai
Dar lagne laga bharose se
Sab matlab ke yarane hai
Hadd hoti hai bardasht ki
Tere raaz se ham anjane hai-