Sada Jivan uchch vichar , sare Jivan ka aadhar
Jivan ho Sada to aham kaisa aur uchchen ho vichar to vaham kaisa
Insaan ho manushyata na jhodo, prem- pyar se dilon ko jodo
Karm hi aadharsheela hai jo saath tere jayega ye to tu bhi janta hai saara thath yahin rah jayega
Band muththi aaya hai , hath pasare jayega .- Queen
26 DEC 2017 AT 8:33