Aaj na main tere pass aa paya na hi tu mujhse milne aayi
Aaj rakhi ka tyohar he or dekh suni reh gayi tere bhai ki kalayi-
Kaise kahu mere liye kya ho tum.. bas itna sa jaan lo... subah ki pahli meethi yaad aur raato ko khwabo me aaya sukoon ho tum...
-
Kyu khafa ho hum gairo se.. jab dard hume apne de rhe hai...
-
Tu meri jindagi ki wo khushi hai jise bas dekhne bhar se aankho ko sukoon mil jata hai.. Tu meri jindagi ka wo khayal hai jise bas sochne bhar se mere hotho par muskaan aajati hai...
-
Koi to sham aisi aa jaye... Jab teri yaadein nahi tu aa jaye...
-
Yeh aankhein teri hai khubsurat badi.. dil karta hai choom lu inhe.. Tu kah de haa to bana kar rakh lu inhe jaydaad meri..
-
Kya kahe kya nahi kuch samjh aata nahi..
Ye dil tum bin kahi lagta nahi...-
Ghanto uski tasveer ko dekh kar muskurati rahti hu main.. sochkar usko usi mein khoyi rahti hu main.. na jane kya baat hai usme ab to bas uski he ho kar rah gayi hu main..
-
Kabhi aise bhi ho main khamosh ho jau to tum mujhe aawaz do.. kabhi aise bhi ho main na mila pau jab najre tumse to tum mere aansu pad pao.. kabhi aise bhi ho jab kahu main chale jao to tum hath tham kar mera bas wahi thehar jao...
-
Jante hai abhi hum mil ni sakte... par tumhe to video call par dekhna bhi milne se kam ni hai..
-