Manish Singh Β  (Lordofminds)
40 Followers Β· 22 Following

Khuli kitaab kora kagaz

instagram :- lordofminds
Joined 17 June 2018


Khuli kitaab kora kagaz

instagram :- lordofminds
Joined 17 June 2018
24 APR AT 1:53

na mila koi jawab,
mere bache,
huye sawalo ka,
na raha koi rishta,
mere apne,
kehne walo ka,
ab kisi or ki chahat nhi,
bas jeene do mujhe,
tumeh wasta hai dosti ka
bas jee bharke
peene do mujhe πŸ₯ƒ

-


20 APR AT 18:41

tera yuun haste rehna,
mera teri julfon mein uljhe rehna,
kabhi teri muskaan pe marna,
toh kabhi tere liye marna,
jab wo humse kehte haina,
dost banke rehte haina πŸ₯°

-


19 NOV 2023 AT 1:23

samandar sa gehra hai,
manzar tak ka safar,
abhi mera reh raha hai,
nibha apni puri wafa humse,
ye waqt abhi merse,
kuch keh raha hai πŸ₯‚

-


23 AUG 2023 AT 23:53

Bas abhi badla hai mene,
apni pareshaniyon ka mahal,
Thoda or mil jaun khaak mein,
Shayad dil mera jayega behal πŸ₯ƒ

-


27 JUN 2023 AT 1:11

Bewaqt teri yaadon mein,
jazbaat dabe huye meri aakhon mein
bas ab zindagi beet rahi hai,
barsaat bhari raaton meinπŸ₯ƒ

-


2 MAR 2023 AT 23:48

Kabhi bhi wo KARZ,
chukega nahi,
jisme paiso ki jagah,
PITAH ke hisse ka Mila πŸ›

-


13 FEB 2023 AT 17:26

haq nhi raha mera ab,
khud ki khushiyon par,
jo seenchi thi rekha,
mene apne taqdeer par,
ab wo mitt chuki hain,
dusro ki umeedon par

-


20 JAN 2023 AT 2:24

ye teri chaal sajishein,
uspar tera mukarna,
phir bhi iss dil mein,
teri har bar teharna ❀️

-


7 JAN 2023 AT 0:06

agar mastak hai bacha hua,
toh usko tu svasth kar,
agar rakt hai bacha hua,
to usko tu sakht kar,
agar waqt hai bacha hua,
to usko anant kar πŸ₯ƒ

-


6 JAN 2023 AT 12:06

Shauq Chahne se nahi,
Sambhalne se bante hain πŸ₯ƒ

-


Fetching Manish Singh Quotes