Malik Fiza   (Malik Fiza)
19 Followers · 21 Following

Journalist/Photojournalist/Blogger
Joined 26 March 2018


Journalist/Photojournalist/Blogger
Joined 26 March 2018
14 AUG 2020 AT 22:07

Sahi tum bi ho toh kahin galat hum bi hain
Muslmaan tum bi ho, kabi kaafir hum bi hain
Duniya ka hajoom kya, shoor u gul arsh pe
Bayzubaan tum bi ho, kabi jaabir hum bi hain
Alm kabi seene pe, kabi humse nahi mumkin
Bilaal ka tum aqs ho, abu jahal hum bi hain
Fiza ka tham jaana ki duniya wo nahi baaqi
Shajar tum bi ho, kabi tapta sehra hum bi hain

-


7 JUL 2019 AT 10:50

Na musafir hun, na qahil hun
Na samundar hun na sahil hun

Aa dekh, hun afsana gair ka
Anjaan hun nadaan hun

Qatil bi mein mazloom bi mein
Tifl bi mein tota tamasha bi hun

Ik sisakti hui awaaz hun
soonch bi gumnaam hun

Peeri bi mein faqiri bi mein
Muskil mein pada mareez bi hun

Fizã mein kabi muskaan bi
Kabi toh meri pehchaan bi

Kabi saaz hun toh kabi raag hun
Meri aayatoun kay tootay alfaaz hun

-


29 JUN 2019 AT 1:59

Bay rang si ye rangeen Zindagi
Na hai rah kahi na sakoon kahi
Jab tifl thay, thay anjaan hum
Hastay girtay aur phir bayjaan hum
Kuch haseen bi tha wo kal mera
Kuch naadaniyan wo haraaniyan
Tanha Jab dekhta khilonu ko tha
Unse basata tha khud ka ghar
Kabi Tayyebi bi mein hi tha
Kushyoun ka bi tha saudagar
Kuch Muskurahatoun k raaz thay
Wo goya sab hamaray paas thay
Kabi masoom toh hum bi thay
Sapnoun ka ghar apna bi tha
Aaj shoor o gul mein daastan
Sunle Fizã kuch aur hi hai


-


31 MAR 2019 AT 22:01

Stars thou cleaved to darkness
The murky soul mumbled a sigh
In the nook stood pain and me
Obscure love and grotty cry
Me the lost, so the Odyssey
Wrecked ship and offcut verses
Unending shackles and thy songs
Left me burden of truth and lie

-


9 MAR 2019 AT 12:56

My words are the elegy
Me epitaph of my grave
Soul longing of freedom
& thirst of endless shadows
For those eyes & dreams
Mine do i close
Waiting for the resurrection
In the wilderness i wait forever

-


1 MAR 2019 AT 13:31

Jaam-e-Sharaab hotoun se laga baithe thay
Hum teri azeem mohabat bula baithe thay
Thi gunahoun ki lehar sansoun mein meri
Aur buttoun ke aagay sar jhuka baithe thay
Ulfat ne teri badal dala toh aaj hai aisa
Sha-e-Rag pe kanjar chale toh wo bi beasar
Chahat mein teri seekha ab muskurana
Warna hum maut ke bazaar laga baithe thay
Ab sajde mein hun aaya aye meray Khudaya
Duwaoun ko meri zara sa ab toh sunle
Badal dala mujko tu hi hai, par wo bi kahin
Warna maazi mein apne gunhagaar baithe thay
Apnay liyeh kabi na thi dillagi zara si bi acchi
Uski nazroun ne mujko haseen zingai jo bakshi
Mili uss se rah jeene ki aur ik umeed ki
Warna Zoõn ke bina Fizã zindagi haar baithe thay

-


1 MAR 2019 AT 13:14

Gunahgaar hum baday hi sahi
Par haqeeqat ye bi toh hai
Ki ulfat nahi bas tujhi ko
Baypanah mohabat hame bi toh hai
Tanhayei mein aksar aql-e-parayshaan
Ulfat pe apni jo mayoos behti
Shikayat-e-dard jo karte ho bayan
Ye dard-e-ulfat hame bi toh hai
Namazoun mein apni dareeda aansoun
Chehra wo masoom duawun mein lipta
Choad kar shoharat maangi hai mohabat
Sajde mein jhukay hum bi toh hain
Hai khush naseeb tu, jo unke yaadoun mein hai
Unkay kuch lafzoun mein bi aur batoun mein hai
Juda thay kab, aur na hum honge kabi
Saath sada Fizã aur Zoõn hum bi toh hain

-


1 MAR 2019 AT 12:38

Hatred a lot, feelings and love so lil
Miles of sorrows and joys a pinch
I rush to the sea and found it dry
Ah my luck, i heaved a sigh
Troubles and troubles one after another
Heaped in my heart one after the other
Unable to see the truths and lies
And here the world full of intricate ties
Wipe off the tears, keep smile on your face
For belief n love is an instance of this race
The Zoõn my soul and air my friend
It is here this story comes to an end


-


28 FEB 2019 AT 22:11

Tanha hun mein, hairaan bi magar
Ye haqeeqat bi aur afsana bi
Doobna chah hai meri
Ye khwahish bi aur manzil bi
Shikayat hai ki wo na samjay mujko
Lihaz-e-Ishq hai, aur ranjish bi
Dekh tera daman jo beega sa hai
Ye alfaaz meray aur hai khamoshi bi
Tham si gayi thi rah Fizã ki kabki
Intizaar ab bi hai aur aazmayish bi

Malik Fizã




-


11 JAN 2019 AT 13:47

Kabi masoom hum bi thay
Aur sapnoun ka ghar apna bi tha

Aaj shoor o gul mein dastaan
Sunle Fizã kuch aur hi hai

-


Fetching Malik Fiza Quotes