Hm bhi kisi k sath hona chahte hai
Ek he jindgii hai jina chahte hai
Log khete hai mt aana kisi k sath
Barbad ho jati hai jindgii
Hm bhi us barbadi ko jina chate hai
Hm bhi kisi k sath hona chate hai
Ek he jindgii hai jina chate hai
Log khete hia mt aana kisi k sath
Na jane kab bichad jati hai jindgi
Hm bhi uss bichde hue pal ko jina chate hai
Hm bhi kisi k sath hona chate hai
Ek he jindgii hai jina chahte hai-
....alfaz bnn juban pe ajate hai❤️
https://t.me/kuchalfaztum... read more
Me kahi or tha
Fir tujhe meri yad aane lgii
Jab tumne mujhe bulaya
Badi muskil se me aa paya
Jaise he me aya
Waise he aap so gyii
Fir mujhe khub gussa aya
Agar sona he tha to q bulaya
Kuch der me aishas hua
Sukun mere paas he tha
Isliye chain se so paye....!-
Ho good morning ya good night ho
Hamesha aap k sath gujarti hai
Chahe rahu calll pe ya rhu aap hato me haat daal k
Hamesha aap k sath gujarti hai
Mood ho gusse ka ya ho mood ramance ka
Hamesha aap k sath gujarti hai
Ye din gujarti hai
Ye rate gujarti hai
Thand ho ya ho garmi
Hamesa aap k sath gujarti hai
Chahe long distance ho chahe aap k kitna v paas rhu
Hamesha aap k sath gujarti hai
-
Zindagi ki ulzhano kuch ese uljhe hum...
Kuch iss tarah uljhe ki samajh na paay hum...
Naa jaane kyaa chahti thi Zindagi humse....
Banna kuch or chahte the ...or bnn kuch gye hum....!!-
Hum se hua nahi...
Tumse door janaa...lkin fir bhi
Tumhare Dil ka.... naa koi hai thikana...
Aaj yahan to kal wahan bhatak ta hai....
Koi Naa mile hum jesa....
To wapas chale ana...!!-
Tumhari baahon ka gheraa...
Ek sukoon ki duniyaa hai...
Beshumar mohobbat ka izhaar...
Iss sukoon se huaa hai....!!!— % &-
Wada to karliya hai...
Wada bhii to nibhao...
Keh dene se kya hota hai...
Jo kaha hai wo karke to dikhao...— % &-
Ek wada jo nibha skte hai hum tumse...
Hum tumhare hai sanam...
Koii na le saktaa Hume...tumse....
Ek baar dil se apna kar to dekho...
Keh denge hum duniyaa se...
Hum tumhare hai poore dil se....— % &-
Zindagi aa tujhe hum gale se lagaye...
Akele se hai hum...aa tujhe sathi banaye...
Chu kar chali jaati hai geron ki khushboo....
Aaa tujhse abb khud ko mehkaayen....!!— % &-
Har uljhan sulajh jaati hai...
Thora samjhne ki to kosis kro...
Raste mil jaate hai...
Aage bhadke to dekho....!!
— % &-