Tabahi zeher kha k nahi
Logo par
Aankh boond kar vishwas karke hoti hai
๐๐-
Jitna dil saaf rakha
Utne dard khaye
Hamesha sabko khush rakha
Uske baad bhi dard bhare dhokhe khaye
Jahan zarurat bhi nhi thi Sarr jhukane ki
Wahan bhi Sarr jhukaye
Lekin koi bataye mujhe ye baat
Ki agar accha karne ka sila accha hota hai ,
Toh hamne hamesha dard he kyu paye?
-- Mahi Jha
-
Ki khuda kuch to reham kar mujhpe
Maine dhokhe khaye bohot hai
Jin logo se umeed rakhi thi hasane ki
Wahi log mujhe rulaye bohot hai๐-
K shakal se kahan pata chalte hai logon k dard murshadd
Dard toh dil khangalne par dekhai dete hai
Kitna ghut rahe ho tum logo k karan
Iss baat ki kisi ko kharab nahi hoti
Log sirf janaze k waqt dekhai dete hai
K haar gayi hoon mai
Duniya ki sacchai dekh kar
Chod du kya jeena?
Dusro ki bhalai dekh kar?
-
Happiness is not about spending money, show off, a lot of pleasures and gifts
For me,
Happiness is about being in peace, experiencing peace ๐-
Sab kuch tamasha hai
Bass...
Jab tak woo
Dusro k saath ho raha hai ๐
-
Jo mehnat par bharosa karte hai
Wooo....
Kismat ki baat nahi kiya karte๐
- Vansh chauhan
-
Kaash,
Hamare hakk mein bhi kuch khushiyaan hoti.
Lekin nahi
Hamare hakk mein toh sirf aziyat, dard or khamoshi he hai.
Khair
Iss khudgaraz duniya ko aapke wajood se koi fark nahi padta
๐-
Tu meri talab ko nahi samjhega dost...
Tune wo dekha bhi nahi hoga
Jo Maine mehsoos kiya hai
๐ฅ-
Ab unke dil par lag jati hai hamari baatein
Jo kaha karte the
Tum kuch bhi kaho accha lagta hai-