Jo Hua acha hua;
Jo Ho Raha Hai accha ho raha hai.
jo hoga woh bhi acha hi hoga.
Tera kya gaya.? Jo tu rota hai.
Tu kya laaya tha. jo tune kho diya.
Jo liya yahin se liya.
Jo diya yahin par diya.
Jo aaj tera hai pehle kisi aur ka tha.
Aur kal kisi aur ka hoga.
Taqdeer kainaat ka hissa hai,
Sabar rakh "khuda"sab dekh raha hai
-
11 AUG 2019 AT 16:18