Pta nhi kya smjhana tha usko
Aur mujhe kya smjhna tha
Is samjh aur samjhane mai
bus ye smjh nhi aya ki
Kya smjh na tha!!-
Follow me on Instagram
My Insta I'd is: maharaheem630
Kabhi Wo apna sa lagne wala
Ab to tasveeron mai v anjan lagta hai!!-
Tumhari haseen ankhon ko parhne ka shaukh mujhko abhi v hain!
Mohabbat mai ujar kar
Teri Mohabbat mai merne ka shaukh abhi hain!!-
Usne mujhe apne pure dil v rakha
Aur maine use apne dip ker her ek tukre mai usse rakh liya!!-
Akhir kitna chahna perta h ek shaks ko
Ki
Uski chahat v hmari jaisi hojaye!!-
Aaj fir dil main ek khauf paida hogya
Aaj fir dil tutne ka dar paida hogya
Aaj fir koi bht pyaar kerne wala door hogya
Aaj fir mai akela aur tanha hogya!!-
Mri maut ki khabar mile to zarur ana
Tujhe dekh mre shakht chahre pe muskan na dikha jaye to
Mre wafa ko bewafaii ka naam de jana!!-
Khuda jane use konsa gham hogya hain
Khuda jane usse konsa gham hogya hian
Wo to door uski tasweeron ne v ab muskurana chor diya h!!-
Chalo aaj tumhe zindagi
mai tumhari ahmiyat btate hain
Haanth sapne mai tut jaye to
ansu haquiquat mai nikal ate hain!!-