Aur Maine Azad kar diye
Kayi manpasand log..-
Maghfirat
(Ayesha wrties...)
372 Followers · 18 Following
# maghfirat.
Joined 7 January 2021
8 JAN 2024 AT 17:05
Aana mere janaze me ek
Haseen mulaqat hogi
Koi baat na sahi
Magar deedar to hogi.-
6 SEP 2023 AT 21:03
Ek umar kati hai maine
Khamoshiyon me
Chahti hun Jo Mera sathi Bane wo meri awaz sune-
7 AUG 2023 AT 10:40
Ye haram muhabbat bada khawar karti hai
Aye ibn Adam aur hawwa ye nazayez tallukat aur khwahishat bhala tmhe kaise sukoon de sakti hai...-
27 JUL 2023 AT 9:28
Mana ki mai nahi mangti duaon me use
Magar wo to mangta hoga duaon me mujhe.-
11 JUN 2023 AT 20:39
Mai bandh Jana chahti hun
Nikah ke bandhan me
Take koi haram rishta mere kareeb na aye..-
16 MAY 2023 AT 12:12
Tauheed ki amanat hai seeno me hamare
Asan nahi Mitana namo nishan hamara..-
9 FEB 2023 AT 22:44
Ilahi baarish kiyun nhi ho rahi hai
Kya mere maghfirat mangne me koi Kami ho rahi hai-
9 FEB 2023 AT 22:38
Sabr itna hai ke ab tk muskura Rahi hun
Aur dil kamzor itna hai ke andar se ro Raha hai-