मासूम जिंदगी की परख ही नहीं रही
क्या किया जाए
जमाना ही इतना जालिम है |
-
क्यूं कृष्ण बने हैं कुछ ऐसे
क्यूं राधा इतनी रोई है
संसार में उनका संगम है
क्यूं उनकी बात अधूरी है
दो नाम एक हो जाते हैं
ये उनकी लीला कैसी है
जग के पालनहार हैं फिर भी
क्यूं उनकी बात अधूरी है
-
कहते हैं .......
तुम्हारी आंखों की वो चमक पसंद है मुझे
जब तुम मुझे देखकर मुस्कुराते हुए आती हो
❤️❤️-
तुझे अपना बनाने के ख्याल ने मुझे बर्बाद कर दिया
तेरी सादगी की छाओ ने मुझे आबाद कर दिया
और अगर इश्क़ है तुम्हे तो तुम्हे इतराना चाहिए
क्यूकी तुम्हारी मोहब्बत ने खुदा को बदनाम कर दिया-
शहीदों की कुर्बानी से नया हिन्दुस्तान बनाया है
खून से माटी सीच सीच कर देश का नाम बढ़ाया है
कोई राजतंत्र या राजनीति हमको अलग ना कर सकी
तभी देशवासियों ने आज स्वतंत्रता दिवस मनाया है
जय हिन्द 🇮🇳 जय भारत
-
Mashroof Hoon Mai Apni Hi Zindigaani Ke Hisson Mai
Takeleef Hoti Hai Mujhe Bhi Yaad Aaye Purane Kisson Mai
Sailaab Tha Beh Gya - Hawa Thi Dheh Gyi , Lekin
Muskurata Abhi Bhi Hoon Us Zindagi Mai Jo Jee Hai Kishton Mai-
Waqt Lga Lekin Dastak Jroor Hui Hai
Mausam Ke Shor Ne Khwaish Jroor Hui Hai
Savera Hone Do Garmahat Ruk Si Jaayegi
Aur Shaam Hote Hote Baarish Jroor Hui Hai-
Mohabaat Mai Do Dil Yuhi Fizaa Nhi Ho Jaate
Rote Hue Shakhs Ko Yuhi Nahi Hasa Jaate
Veeraan Pde Us Khandar Ki Keemat Ko
Yuhi Zameen Se Aasaman Nhi Pahuchaate-
Mere Siwa Jise Sb Kuch Dikhai Deta Hai
Suna Hai Aaj Wo Mujhe Duhaai Deta Hai
Wo Baat Tak Naa Kre Mujhse To Gum Nahi Mujhko
Par Wo Naa Jaane Dushmano Ko Kya Badhai Deta Hai
Mai Roj Khidki Se Sunta Hoon Uski Awaajein
Wo Naa Jaane Roz Kisko Safai Deta Hai
Jise Kareeb Se Dikhta Nahi Mera Chehra
Suna Hai Door Take Usko Dikhai Deta Hai-
Aankho Ko Dekha Aaine Mai , To Chehra Hi Dikha Mujhko Tera
Palkon Ko Jese Hi Jhapka Maine , To Didaar Ho Gya Mujhko Tera
Naaraj Hoon Mai Aaj Tujhse Ismai Koi Shaq Nahi Hai
Fir Bhi In Aankho Main Dikh Gya Mujhko Dard Tera
-