Gila maut se nahi hai ..
Mujhe Jindagi ne mara ...
-
Maanya Mishra
(Maanya mishra)
51 Followers · 17 Following
Instagram... Mishra.maanya
Joined 7 March 2018
22 JUN 2023 AT 14:11
Aye uparwale tere to bhut chahne vale hai frr bhi tujhe hmesa vhi kyu chahiye jinhe mai chahu
-
4 JUN 2023 AT 3:37
Badkismati
Na ho koi hum sa bad kismat
Apni hi janam dene valiv maa ko Dard or bimari se tadapte dekhna ..
-
10 MAR 2023 AT 20:13
Gila is baat ka nahi hai ke bahut gum uthaye hai
Badnasibiyan to hum kismat me likha kar aye hai-
9 MAR 2023 AT 19:09
Darr ..
Jiske bina ek min bhi nahi kat ta hai
Sayd
Kal puri jindagi uske bina guzarni hai-
16 FEB 2023 AT 14:50
Sab kahte hai waqt insaan ko badal deta hai ....
Such to ye hai
Waqt nahi halat insaan ko badal deta hai .....-
29 JAN 2023 AT 1:51
Na kabhi apki itni yad ayi
Na kabhi apke na hone ka ehsaas hua
Aaj kami bhi hai or
Apke na hone ka ehsaas bhi
Miss you papa 💖-
11 OCT 2021 AT 12:14
Jismo ka fasla dilo ki duri to nahi pahli mohabbat akhiri ho ye jaruri to nahi
-