CAPTAIN,
Kaun tuje yun pyar krega
Jaise mai krti hu......😊😊
Isliye filaal wish krti hu ,
Happy bday CAPTAIN (DHONI)-
7 JUL 2018 AT 23:07
14 AUG 2021 AT 23:45
Ek lambey waqt k baad
Kch acha waqt aata h
Jo bs tumhara hota h
Or use zindagi khete hai..-
12 JUN 2021 AT 4:13
Kahi padha tha k......
"Aage aane wala sheher kitna hi haseen kyun na ho par..
Piche chuta hua woh ghar bechain krhi deta haii"
-
26 MAY 2021 AT 19:47
Aaj usne pucha kitna pyar krti ho mujse??
Maine kaha kitna toh pta nahi
Aur jo bta dia jaye toh pyaar kaisa...-
22 MAY 2021 AT 6:12
Mai kya kahu.
Uska sath kaisa hai.
Bs wo ek shaqsh puri Kainaat jaisa hai❤️❤️-
3 APR 2021 AT 13:53
Yeh naraazgiya,
Yeh nakhre,
Yeh bewaqt ki farmaishey tumhari
Yeh Sirf maa_baap utha tey hai
Aur nahi..-