Suno-naa kuchh khna hai......
Hr pal hr lamha mujhe yun hi saath bitana hai....
Chahe koi bhi kyu naa ho baat tmhe be-jhijak khna hai....
Hr pal hr lamha mujhe yun hi saath bitana hai....
Inn dooriyon inn faasloon ko jld se jld mitana hai....
Hr pal hr lamha mujhe yun hi saath bitana hai....
Kabhi takrar to kabhi pyaar ye rishta yun hi nibhana hai....
Hr pal hr lamha mujhe yun hi saath bitana hai....
Kabhi koi ho uljhan mnn mein ek dusre ka saath de kr suljhana hai....
Hr pal hr lamha mujhe yun hi saath bitana hai....
Tmpe apne iss viswas ko din-b-din aur badhana hai....
Hr pal hr lamha mujhe yun hi saath bitana hai....
Kabhi naa aaye bichhdne ki koi nyy bss itni si tamanna hai....

-