Ye Mohabbat b ajeeb bimari Hai Jinab
Aik bar lag jaye tou marty dam tak peecha nhi chorti..-
loyal faru
(Syed Faru)
262 Followers · 57 Following
Always be happy 😊😊
Joined 19 April 2020
18 SEP 2020 AT 1:31
24 DEC 2021 AT 14:49
Mujhe ab kch khone ka dar nahi
Mene apni zindagi mai zindagi ko kho diya...😔😔-
16 DEC 2021 AT 20:02
Lakh raaste band karo tum
Hum Naya raasta banayege
Tum chaho ya na chaho
Hum tumhare dil tak phunch hi jayege....
-
14 DEC 2021 AT 8:56
Tum agar hass kr 2 pal baat karty
Mujhe zindagi bhar ka sukoon mil jata..-
10 DEC 2021 AT 16:37
Uski nazar ne aisa gayal kiya
Ki hume ab ksi aur ki nazar ko dekhna gawara nhi.-