Saalo saal bit jate hai magar
Hume samajh hi nahi aata ki
pyar kya hai
Kaha hai
Kya vajud hai
Kitna hai
Kitna saaf hai
Kitna pardarshi hai
Sayad humara samjhna hi humare bas me nahi hai-
lovely Shivi Â
(lovely)
12 Followers · 3 Following
Wish me on 23 oct 🎂🎂
Joined 25 October 2018
14 AUG 2022 AT 23:33
14 AUG 2022 AT 23:26
Mohabbat agar etni aasan hoti to har kisi ke jholi me bhar deta mera khuda
-
14 AUG 2022 AT 23:25
Pyaar ki talash karte karte
hum pyar ki sachhai ko parakhna hi bhul jate hai
Pyar ki pardarshi bhul jate hai
Beshart ke rishte ko bhul jate hai
Bahut kuchh hai to jo hum parakhna bhul jate hai-
15 JUN 2022 AT 23:57
Jinhe hum sabse adhik prem karte hain vo humare sabse khushi ki wajah to nahi magar sabse bade dukh ka kaaran jarur ban jate hain
-
6 MAR 2022 AT 20:08
Pain doesn't subside if it raised by someone who loves you or you loves them
-
3 OCT 2021 AT 19:41
Sindoor...
Ek vo vajud hai
Jo sari zimmedari
Sare hak
Sab kucch yad dila bhi sakti hai
Sab kucch karwa sakti hai
-
16 AUG 2021 AT 1:45
Hum unse bhag to rahe hain
Magar dur ja nahi pa rahe na hi dur ho pa rahe hain-