Baar baar...har baar tumhari yaad yu hi nahi aati, Koi to wajah hai jo muje baar baar tumhare paas hai lati. Aankh bandh karne par na jaane kyu sirf tumhara khwab hai aata, Baar baar na jaane kyu samne tumhara chehra hai aata. Milne ki dua k baad tum samne to aate ho, Magar na jaane q mai tumse aankh nahi mila pati!!!!