Gunah tha aankhon ka Jo bade bade Khwab dekhe.
Gunah to Maine v bahut Kiya Jo un khwabon ko beshara chhor diya.
Aaj roti hu , khud ko kosti hu , ku dekhna itne unche khwab, jinhe pura krne ki teri aukat nahi.
Aur agr hai to , ku kosna khud ko , ku roke jivan khtm krna.
Kar apne hisse ki majduri, baki khwab khud dekhegi kya tha uska , kya hai uska.
-