Hmari jo adhuri kahani hai ek din zarur duniya ko sunani hai..
Kyaa aaj bhi haath pe aansu hai ya sirf paani hai..-
Aaj bhi un galiyon se nikalte hain zakhm hare karne k liye kaash mar he jaate toh ye tadapna naa hota
-
Aaj zubaan uthti nahi h bolne k liye..
kaash hamare saath bhi kuch accha hua hota..-
Ye milna he galat tha
Jab teri duniya aur meri duniya mi tujhe hona he nahi tha-
Paani ki kuch boodon ne aaj phir samjha diya k dard aaj bhi utna he hai..
-
Aaj bhi kisi kone mi baithi roti hogi aur bahti hogi uss samuder mi jo mere aasuon ne banaya tha uske liye..
-
Aajkal toh dhoka bhi dhoka de deta hai..
Payar karne ka mauka jo de deta hai..-
Tu aaj bhi wahan kush hai mere bina.. dekh yahan aaj asmaan bhi ro pada mujhe dekh k..
-
Ab toh awaz dene par bhi nahi aayenge,
waqt ne sala apne Jaisa jo bana diya hai..
-
Koi nikal do uss waqt ko meri taqdeer se jiss waqt ne mera waqt badal diya...
-