Laxmi Rana  
0 Followers · 3 Following

Joined 27 March 2024


Joined 27 March 2024
29 MAR AT 14:59

Teri khushiyon me sarik hone aaenge ek din
Par mere Jane ka gum tuje tab hoga jb tu paega khudko mere bin
Chahe lakho mil jaenge tuje mujse bhi ache
Par muj sa na milega koi ye baat bhi such hai
Tuje ek na ek baar ye ahsas hoga jarur
Or me alag hu mujhsa na hai koi muje

bas isi baat ka hai gurur

-


27 MAR AT 14:33

Muje Tera charitra pasand hai par Tera Chitra nahi
Tu to kabhi kbhi pasnd aa bhi jaata hai par Tera lagaya itra nahi
Teri chavi pasnd hai par tere jesa Mitra nahi
Kyuki Mitrata ek Pawan rishta hai or tu mitrata ke layak pawitra nahi

-


27 MAR AT 14:25

Log kahte hai chanchal hu me or chanchalta mera swabhaw hai
Un logon ko koi itna btado mujme margdarshan ka aabhaw hai
Mere chahre ki hasi to sabne dekhi pr
Ye kon bataye ki meri zindagi me kitne dukh hai or aashuo ka kitna tej bahaw hai

-


27 MAR AT 14:09

Tere hisse me ped ki chaaaw or
Mere hisse main kyun katoon se lipte paun hai
Me kyun tulna kar Rahi hu khudse Teri
Kyu dukho ko itna badha rahi hu meri
Khudpe bhrosha karke me gagan jeet lu
Swayam ko jankr himmat ki ghunt pi. Lu
Me aaj agr har gayi kal ko Jeet lungi
Apne hisse ki chaaw ko kismat se chhin lungi
Katoon me bhare paun phuloon me dhag jaenge
Jb hum mehnat se safal hokar dikhayenge
Or sayd beeta hua kal yaadkr muskraenge

-


Seems Laxmi Rana has not written any more Quotes.

Explore More Writers