lalit chaturvedi   (Lalit Chaturvedi)
24 Followers · 5 Following

read more
Joined 5 July 2018


read more
Joined 5 July 2018
21 AUG 2020 AT 15:17

1.When someone ignores
2.When someone hide something which shouldn't be hidden
3.When it looks like other person doing formalities for sake of benefits
4.when someone don't even share their feeling with same interest

-


25 APR 2019 AT 21:37

Haan, mai maanta hoon ki jab kisi ka dil tut'ta hai toh dard hota hai,
Lekin ek baat yaad rakhna meri, uss shaks ko khona jo apki izzat aur apke pyar ki qadar naa karta ho usse khokr fayda hai nuksaan nahi,
Aise insaan ke sath aap zindagi bhar khushi nahi rah paate.
Ab kam se kam ek moka toh hai sahi insaan ka aapki zindagi mei aane ka,
Jo aapki izzat karta ho, apki qadar karta ho aur apko dil-o-jaan se sacha pyar bhi karta ho.

-


23 APR 2019 AT 0:32

Tumhari duniya se chale jane k baad Hum tumhe har ek tare mei nazar aya krenge,
Tum har pal koi dua mang lena aur hum har bar tut jaya karenge

-


18 APR 2019 AT 21:27

Bhulo unn khataon ko
Jinse rahe khafa tum,
Zindagi khuda ki inayat hai
Dil se n karna juda tum

-


15 APR 2019 AT 21:10

Aaj fir se mohabbat hui hai tumse
Kuch vesa hi ehsaas hua hai firse
Vo jab pehli dafa hath thama tha tumne
Vo jab pehli dfaa dil ko chua tha tumne
Aj fir se vhi ehsaas jgaa hai dil me
Aaj fir se mohabbat hogyi hai tumse

-


12 APR 2019 AT 22:14

Zindagi milti hai sabko ek baar,
Log schhi mohabbat karte hain ek baar,
Iss zindagi ki raah mei miltey hain anjaane kyi baar,
Ye zindagi aur bhi khushhal hojati hai jab koi de misaal hum sabki yaari ki baar-baar.

-


10 APR 2019 AT 0:53

Ab n mai hoon, na baaki hai zamaane mere,
Fhir bhi mashoor hai shahro mei fasaane mere,
Zindagi hai, toh naye zakhm bhi lag jayenge,
Ab bhi baki hai kayi dost purane mere!

-


10 APR 2019 AT 0:05

Aksar aisa dekhne mei aaya hai,
log badal jate samay aane par
Vo khud ko darshate kuch hai aur unki haqiqat kuch hoti hai.
Par kya kisi ne kabhi tasveeron pe gaur farmaya hai?
Tasveer aksar hume haqiqat se rubaroo karwati hai,
Aur samay k sath badalte logo se kahi dur Hume apne guzre huye pal se milwati hai.

-


26 FEB 2019 AT 17:50

"Being real me"

-


25 FEB 2019 AT 23:12

Finding real people is like,
"Searching for needle" in room full of husk.

-


Fetching lalit chaturvedi Quotes