aaj bhi hum khuch ghum chupaye hue hai
khuch is tarah hum unki yadoon ke sataye hue hai-
Chalo karte hai shruwat ek... read more
Khuch ankahe se khyal hai
In khamoshiyo me bhut se sawal hai
Bhut lambi lagti hai ye rateen
Thodi duri filhal hai-
Baimaan si hai ye mohabbat
Khuch pal hasa kar bhut sataya karti hai
Usko pehle karib laakar duriya banaya karti haii
Baimaan si hai ye mohabbat
Pyaar jaga kar seene main aksar rulaya karti hai-
Ek manzar hai khyalo main
Khuch unkahe sawalo main
Kabhi meri to kabhi uski yadoon main
Khuch dard bhara hai meri nighaon main
Lagta hai unhone socha hai
Mujhe apne irado main
Ek manzar hau khyalo main
Khuch unkahe sawalo main-
Pata hai chot aksar kab or kaha lagti hai
Jab aap kisi ko sabse acha dost bnaye or vo hi apko samajh na paaye
Apke dard me vo sath dena bhul jaaye
Kabhi khamoshi na pad paye
Kabhi vo sargoshi na sunn paaye
Apki baat ka jawab na de
To kabhi apke sath na aaye
Khuch esse hi baat hai
Phir bhi kehta hu mere dost mere sath hai-
Har shaam tere dedaar ko tarsu
Teri us hasi ke lea
Me khushiyo ki barish barrsuu
Na jane ye kaise sitam hai
Vaha tere aasu barse or
Yaha meri zindigi kamm hai-
Ghanto roota raha
or roote roote
Khud hi chup hogaya
Bas ye soch kar
Jab vo rooti hai
To uske aasuu phuchne ko
Main nahi hota vaha-
Chord diya un logo jinhe gumaan hogaya
Katil mere dosti ke khud ho is kadar
Ki
iljaam bhi beimaan hogaya-
Marte jazbaat hai halatoon se
Sirf marna kaafi nahi khud ko jala kar dafnana padta hai-