Kehna aur suna
Sun kar samajhne mei
Kya koun kya kaha tha
Bhul jate hein...-
Jay Jagannath...
Kuch baatein
Kuch sarton mei
Chhup jata hai
Phir kuch din mei hi
Woh baatein
Kuch hi lagta hai
Kiyunki uss waqt
Ristha mei kuch nhi rehta hai-
Kuch palon mei Dil toot ta hai
Kuch palon mei fir jod jata hai
Phir kuch palon mei Dil ko yaad aata hai
Woh kuch pal aur kuch dard ..-
Kuch aapne paraya ho gey
Kuch sapne toot geya
Aur kuch ummid pure zindegi ko
Khatam kar diye ..-
Pyaar or padhai
tab ek saath ho sakta hai
jab samne wale
aapki majburi samjhe
Aur aapka saath de ..-
Kabhi waqt mila to
Khudko puchhna
Kisika bura waqt mei
Usko akela chhd dena
Aur kuch bahane banake
Uska dil tood dena
Sehi tha ki galat...-
Waqt ki kadar koro
Ristha banega tootega ..
Par waqt hi batega
Koun saath dega
Aur koun rulayega...-
Kismat se milne wala pyaar ko
Kismat ka hi nazar lag geya
Ab jo cheez ko kismat ne nhi chaha
To wahan kusis kya kar sakta hai..-
Kismat se agar
Sikander bante to
Aaj bhi raaj karte
Dil ke badle dil to kya
Jaan de dete ....-
Kuch der ruka
Par dil nhi mana
Chlo khabar lete
Par jb khabar liye
Tab Dil na rha
Kuch anokha dard ke safar mei
Musafir ban geya
Jo wapas aa nhi rha ..-