सात समंदर में भी न हैं मोती ऐसे
हर बुंद बदन पे उसके चमके जैसे
Saat samandar me bhi na hain moti aise
Har boond badan pe uske chamke jaise-
शायद आखरी सांस में शमा से
कहता हो हर परवाना
अब्से तेरे अक्ष में मेरा एहसास होगा
और मेरे रूह में तेरा नूर
Shayad aakhri saas me shama se
Kehta ho har parwana
Abse tere aksh me mera ehsaas hoga
Aur mere rooh me tera noor-
Shayad aakhri saas me shama se
Kehta ho har parwana
Abse tujme me hu
Aur mujme tu
शायद आखरी सांस में शमा से
कहता हो हर परवाना
अब्से तुज़मे मैं हूं
और मुज्मे तू-
Jaruri nahi ki iss duniya me
har kashti ka sahil ho
Use dubne se kon bachaye
jiska aashiq hi samandar ho
जरूरी नहीं की इस दुनिया में
हर कश्ती का साहिल हो
उसे डूबने से कोन बचाए
जिसका आशिक ही समंदर हो
-
Maine khuda se uski dua
Har saas ki hai
Maine pehli nazar wali mohabbat
Har nazar ki hai-
Janta hu shak karna, nai tha sahi
Par bina chingari k aag, uthi hai kabhi?-
Shikayat thi, ranjish thi, naraazgi thi,
To sath milkar suljha liya hota
Kash gairo se tumne kuch kaha na hota
Kash gairo se hamne kuch suna na hota
-
बेबसी मोहब्बत में, और क्या होगी
हमने तो अपने चांद से भी ईदी में
बस एक मुलाकात मांगी
-