Krishna Maniyar  
15 Followers · 2 Following

read more
Joined 20 September 2018


read more
Joined 20 September 2018
4 JUN 2020 AT 14:57

Insaano mein insaniyat toh nahi baachi magar haiwaniyat zaroor jaag rahi hai.
Pahile jaati vaad par toh maarte hi the aab janwaar baan kar janwaaro ko bhi maar rahe hai.

-


6 MAY 2020 AT 14:11

Patta gairo se pucho woh sahi salamat chod jayenge.
Patta gairo se pucho woh sahi salamat chod jayenge.
Warna apne toh khud hadap karne ke piche tule hai.

-


3 MAY 2020 AT 10:52

Zakhmon par Jadibutiyan laga kar sochte ho ki jalna band hoga.
Zakhmon par Jadibutiyan laga kar sochte ho ki jalna band hoga.
Chooth toh dil par lagi hai sahab aab in patiyon se kuch nahi hoga.

-


26 APR 2020 AT 9:14

Dil nadan tha jo har ek kadwe bolo ko mazak samajh raha tha.
Dil nadan tha jo har ek kadwe bolo ko mazak samajh raha tha.
Warna tut gayi hoti yaari jin yaaron ko maine kabhi bhai maana tha.

-


23 APR 2020 AT 11:03

Bair tera mera itna ki Gairon ne aakr jaach liya.
Bair tera mera itna ki Gairon ne aakr jaach liya.
Aansuon mein mere namak itna ki Zabaanon me aagaya.

-


24 MAR 2020 AT 22:54

Char diwaro me aab zindagi kaid hai.
Char diwaro me aab zindagi kaid hai.
Andhere aaj raat laag rahi hai.
Aur diye aaj subah laag rahe hai.

-


18 MAR 2020 AT 12:35

Khwaab hai mera log mere naam se aaj tujhe yaad kare.
Tu aakh khole aur duniya meri dikhe.
Tu bistar par rahe aur khusboo meri uthe.

-


10 MAR 2020 AT 23:32

Bediyon me bandha tha tujhe aaj azad kar raha hoon.
Bediyon me bandha tha tujhe aaj azad kar raha hoon.
Kismaton me likha tha tujhe aaj panho par utar raha hoon.

-


5 MAR 2020 AT 20:14

Zulmi hai dil tabhi toh bikhre huve tukdo ko samet raha hai.

-


21 FEB 2020 AT 12:41

Mere khwaishon ko toh asliyat mein tum utar rahi ho.
Mere khwaishon ko toh asliyat mein tum utar rahi ho.
Mere naa ruthne parbhi sar akhon par rakh kar tum hi mujhe maana rahi ho.

-


Fetching Krishna Maniyar Quotes