Krishna Lenka   (Krishna Lenka)
16 Followers · 22 Following

I write from heart❤
Joined 17 June 2021


I write from heart❤
Joined 17 June 2021
14 MAR 2023 AT 9:15

Sab kuchh hasil kar ke bhi bahut kuchh kho diya tumne, jo tumhara the nehin usse apna liye, jo tumhare the apna the usse rula diye ....

-


13 MAR 2023 AT 12:41

Jab chadne laga rang sone chandi ka utar gaya rang mahabbat ka, nasa choda jo daulat ka batwara ho chala riston ka.....

-


6 MAR 2023 AT 23:42

Beti maa se puchti hai.... Maa kya tujhe meri pasand pasand nehin,
Maa halki si muskura ke boli .....nehin , mayke se juda hoke jo dard meine sehi wo tujhe na ho isiliye...
Bitiya phir puchhi.... Ta kya maa mein apna ghar kabhi na basaun tum chahti ho..
Maa boli .... Nehin beti mein ta ye sochti hun ke bitiya akhir tera ghar konsa hai....
Tu parayi hai isiliye ta tujhe paraye ghar bhej diya,.... Wo tujhe pyar karenge ye soch ke tu parayi ghar se ayi hai ...
Ta phir konsa ghar tera hai.....

-


16 FEB 2023 AT 8:57

Nirdar bano nirbhar nehin, nirdar banoge age badhte jaoge, nirbhar banoge kadam wahi dab ke reh jayenge ..... Dusron ki sahara bano, kisi se sahare ki umeed na rakho...

-


14 FEB 2023 AT 7:39

Kyun har wo ek hi din khas manaya jaye, uski khusi manaya jaye, har din khas honi chahiye, har din khusi manayi jani chahiye jo humare liye khas hai, puri zindagi uske naam hai jo humari zindagi hai

-


13 FEB 2023 AT 16:06

Zyada lene ka nehin, zyada dene ka nehin, jitna bhi apni haq ka ho usse chhodne ka nehin

-


13 FEB 2023 AT 8:37

Hamara janm din ta tarikh se nehin humara janm din ta tujh se hai jab se tumahara janm hua, kyun ki hum ab maa hai aur hume maa tumne banaya...

-


1 FEB 2023 AT 10:34

Jan bujh ke kisi ke dil ko thes panhchana nehin chahte , lekin ye kuchh aise logon ki wajah se hum kisi ka udhari nehin rehte, sabhi ko sudh samet wapas kar dete hein

-


1 FEB 2023 AT 10:10

Logon ki adat hoti hai dusron pe kichad uchhalna, lekin jab wahi kichad apne pe girti hai ta majboori mein padta hai use gale lagana

-


1 FEB 2023 AT 8:36

Bure ho kar kisi ko bure ban na sikha kar bura bana dena bahut asan hai, lekin achha ban kisi ko achhai ka path padha ke achha insan bana dena bahut muskil hai. ..


-


Fetching Krishna Lenka Quotes