Is dhup ke safar mein
Chaya pedh ki di unhone,
Katto bhari zindagi ko
Fullo sa mehkaya unhone,
Voh do shaqsh hi the jinhone
Lakiro se zyada khud par bharosa krna sikhaya,
Waqt ka mahatav, bhure waqt se pehle samjhaya,
Kabhi daat ke toh, kabhi maar ke
Sahi raah pe chalna sikhaya unhone
Is matlabi duniya mein,
Ek sacha insaan banaya mujhe unhone.
-