Mein mandir masjid girjaghar gayi, par mane bhagwan ko tab dekha jab mein ghar gayi.
Bachpan main maa ki goad main bade aram sa sote thi bistar dekha to dar gayi
Apne aanchal mai smat ke rakha tha maa ne muje,mein bahar nikalte hi bikhar gayi.
Andheron sa jab jab takrayi jeet ke nikli,Roshni maa
ke sath chali mein jidhar gayi.
Puri duniya ka swad chakh kr jab mein ghar loti maa ne aapne hathon sa khilaya mera pet bhar gaya.
-