Lafzon ka kya kusoor tha lahze zaher hwe.
Wo be hunar the log jo dar badar hwe.-
Ke hum haar gaye zamane se.
Mujhe to zamana bhi na rok saka
Mere usoolon ko nibhane se.
-
Nami aur kami ki sajhedari bhi gazab ki hai.
Zindagi me ehsase kami ho to nami bhi ankhon me maujud milti hai.-
Yeah kahna to durust nahi k.....
Tum meri barson purani muhabbat ho.
Par tum wo talaash ho meri jiski....
Mujhe ta qayamat tak aadat ho.-
Be rukh hawaon ka daur
K jeet ke bhi hare hain tufaan se sabhi.
Koi kab tak sahega..
Julm siyashat ke daur
Apne bhi hain paraye anjaan se sabhi
-
Jeest ko zaya na kar nakaam mohre sa ....
Badshahi tu bhi kar sakta hai chal ki shuruwat to kar.-
In ankhon ke ashq to pochh diya....
Par jo lahren batin hain uska kya.-
Competition is must in our lives because...........
Only that can make us a successful personality.-
Koi kah saka na kuch bhi Koi sun raha hai sab,
Tu kafiyate kash me hai wo sapno ko bun raha hai.
Dil ki zameen kyun num teri, khija ko hai malal,
Wo raahe wafa me teri kante palkon se chun raha hai.-