The burn ashes....,
-
Tumhare Liye To Main Ek Khuli Kitab thi par
Shayad main Tumhare liye waise Nahin thi
tabhi to tumne kabhi pahla Panna Bhi Na Koyla aapne kitab ka
Ki Main Kuchh samajh Saaku yah Jaan Saku
Tu Kahane Ko To Kuchh bacha Nahin Fir Bhi Ek malala Hamesha rahega Zindagi Mein...-
Tum Nazron Se Gire Ho Dil Ki to ab baat hi Mat Poochho
samajhdar ko Ishara Kafi Hota Hai...-
Ja Maine Tujhe Azad Kiya
ab agar tum Laut Aaya Tu
To Hamesha Mera Hi Tha aur
Agar tune Kabhi Piche Mud Ke Dekha hi Nahin
Tu To Kabhi Mera ho he Nahin saka
to Tu bus Ek Azad Panchi rah gaya Hamesha...-
Kahate Hain Na ki ki rate Ko Jitna Hai kasske Mutthi Mein bandho woh utani Hi Teji se girti Chali Jaati Hai to
ab main Main Apni Mutthi Khol Rahi Hoon agar tum Rah Gaye to theek Nahin to Tum kabhi mere the hi Nahin...-