Musafir hun ... Manjil ki talaash hai .... Dil ke ek kone mein .... Choti si khawaish hai aur manjil paane ki pyass hai. ....!!
Raste mushkil hai. ... Par dil mei vishwas hai. ... Ek din to pohoch jaunga. ... Kyunki khuda bhi mere sath hai ... !!-
Khushboo tere pyarr ki mujhe mehka jati hai
Teri har baat maa mujhe teri aur khinch lati hai !!
Tu kehti hai mei chand hun tera, mein kehti hun tu maan hai mera !!
Tu hasti hai to ye dil hasta hai
Tu roti hai to, sehem jata hai ye man mera !!
Is dil is jaan mein bas tu hi basti hai , isliye mein kehti hun maa tujhse hi meri hastii hai!!
β£οΈ-
I think I should dm him, but i stop
I think I should like his story , but i don't
I think I must talk to him, but i remain silent
Silent And Silent..
But ...
Realised this Silence is also weird !!-
Kyun dil mein ajj yun kashmakash si hai...
Raahein yun kyun khuch dhundli sii hai...
Ashkon mein ajj kyun ye milavat si hai...
Aur...
Kyun man mein ek sehmi ahaat si hai !!
-
Never let your fear define your boundaries!
Because Boundaries belongs to those who doubts their potential.-
Pattee patte par likhi hai kahani us shakas ki jo toot ta hai, bikharta hai aur frr udd jata hai...!!
-
Yes! I'm blessed!
My Day starts with his blessings.
My Day ends with his blessings.
Yes! I'm blessed!
My Sun shines with his Blessings.
My Sun sets with his blessings.
Yes! I'm blessed!
My life glows with his blessings.
My life fades with his blessings.
Yes! I'm blessed!
Blessed and forever blessed!-
Dosti to vo dariya hai jis mein doobki lgane se sari takleefe mitt jaye.
Dosti to vo chawon hai jisme baithne se sari thakan mit jaye.
Dosti to vo khawaish hai jo har kisi ko khushnooma bnade.
Dosti to vo fool hai jisko mile usko apni khushboo se mehkade.
Dosti vo pehchan hai jo insaan ko uski pehchan kra de.
Sachi Dosti aur doston ko n thukrana yaaron ye to vo panchi hai jo jindagi ka har safar assaan bnade.
-
Ye giilaa rhega ke humne dosti ki par apni dosti ka tujhe etbaar dila n paye !
Ye giilaa rhega ke tum hmse khafa hogai aur hum tumhe mana bhi n paye !
Ye giilaa rhega ke tu kitni khubsurat thi aur hum tumhe ye bayan kar n paye !
Ye giilaa rhega ke sachi dosti humne ki magar tujhe ye raabta kara n paye !-
Kabhi kabhi hme lgta hai jindagi mein hum kitna bhi sulajh jaye
Par logo ke shikwe aur shikayate hme frr se uljha hi dete hai
-