Khursheed Aqueeb   (Shaheen)
43 Followers · 11 Following

Khush Aa Gyi Hai Jahan Ko Qalandari Meri
Wagarna Shair Mera Kya Hai, Shayari Kya Hai!
Joined 13 December 2018


Khush Aa Gyi Hai Jahan Ko Qalandari Meri
Wagarna Shair Mera Kya Hai, Shayari Kya Hai!
Joined 13 December 2018
11 NOV 2022 AT 11:03

Dream
The more I run the more you chase
Every now and then you keep me ablaze
Whether it's home or foreign land
You come to me with your innocent face
What's this phase
Neither can I be with you nor can I separate
My internal conflict and external state
Remains unresolved like a Koan tale

-


23 MAY 2020 AT 5:23

Ba- waseela -e- shahe rusul
Lau lagai hai teri rehmat se yu
Ke naqis roze ki jaza mile tu
Ho ata aisi eid jisme ho bas hoo

-


6 APR 2020 AT 21:13

Zindagi arasta hai tere rishte se
Wagarna sab bala hai
Do jhan ki nematain tere jalwo ki ata ha
Wagarna to qainaat fana hai
Tera zikr dil se kare ye teri ata hai
Wagarna to zindagi saza hai
Kare tu qabool
Ho ata tera huzoor
Wagarna mera likhna khata hai

-


6 APR 2020 AT 20:29

Zindagi faqat jeene ka nahi
Tujhpar nisar hone ka naam hai
Har lamha tujhe taqne ka naam hai
Dil se tere huzoor rehne ka naam hai
Shaoor me tujhe basane ka naam hai
Jeena tujh par marne hi ka naam hai
Pighal ke tere jalwo me jalne ka naam hai

-


25 MAR 2020 AT 21:46

Hai nahi sabr bada besabr hu
Par teri umeed me aaj bhi saqit khada hu
Teri har ada ko wafa keh raha hu
Tere lie rone ko bhi teri jza keh raha hu
Hai nahi libas Paas mere
Begair taqwa ke aaj bhi brahna khada hu
Hai nahi paas alfaaz mere
Na fiqr hai na jazbaat gehre
Phir bhi tera zikr khule aam kar raha hu
Tera ramooz khule aam keh raha hu

-


25 FEB 2020 AT 21:57

Har taraf hai aag
Dhua dhua sa hai sma
Ye kya ho rha hai
Faqat imtihaan badh ra hai
Khalil (a.s) aag me jal raha hai
Ye tamasha aur haseen ho raha hai
Dil e Khalil(a.s) yaar ki taraf mur raha hai
Tu hi hai kafi yahi kh rha hai
Zaman e ke buto ko jal ke jla rha hai
Takht pe baithe Namrood ko bhi sulga raha hai
Jhalat aur buzdili ko ko tabah kar raha hai
Ye Khuda hai jo waste Khalil(a.s) ke naar ko gule gulzaar bna rha hai

-


18 NOV 2019 AT 14:14

Teri yaad me jo tadapte hai faqat tabhi hum jeete hain
Wagarna har araish ko to maut samajhte hain

Maqam e hijr o firaq ko imtihaan samajhte hain
Hum to teri raza ko apna itminan samajhte hain
Har lamha tujhse milne ki aas rakhte hain
Isi aas me hum saans bharte hain

-


11 OCT 2019 AT 17:07

Kaun kehta hai ki maut hai ikhtetam e safar
Tujhpe nisar hone ka silsela bad e marg bhi jari rakhenge
Apni aanho me ishq ki aag bharenge
Aur usi aag me jalenge

-


10 OCT 2019 AT 14:07

ab intezar me
Kuch bhi nahi mere ikhteyar me
Qalb o aql hai izterab me
Mujhe mujse nikal de
Apna bna le ab is ishtiaq me

-


11 AUG 2019 AT 15:23

It’s a habit of yours to walk slowly.
You hold a grudge for years.
With such heaviness, how can you be modest?
With such attachments, do you expect to arrive anywhere?

Be wide as the air to learn a secret.
Right now you’re equal portions clay
and water, thick mud.

Abraham learned how the sun and moon and the stars all set.
He said, No longer will I try to assign partners for God.

You are so weak. Give up to grace.
The ocean takes care of each wave
till it gets to shore.

You need more help than you know.
You’re trying to live your life in open scaffolding.

Say Bismillah, In the name God,
As the priest does with knife when he offers an animal.

Bismillah your old self
to find your real name.

– Jalaladdin Rumi

Ya Haqq!

-


Fetching Khursheed Aqueeb Quotes