Bus ausko samj samj kr ya samja
Samjaya ausai jata hai jisko mohabaat ho
Na samaj walai ko mohabbat kabi huwe he nhi hote.-
Someone said:
Hum ba_wafa thai isliye nazron sai ger gyai
Shayad tumhein talash kise be_wafa ke the-
Mainay apne mohabaat ko jitnai khuda kai kareeb keya,
Ausnai autna he mujai khud sai duur keya💔-
Usai chain nhi aata mujai rooz raath rulayai bagar
Aur mai,
Ba_chain rehte hu ausko rooz sulayai bagar🥀💔-
Usnai jatai jatai bus yahe kaha
mera dil loota dai..
Aur mainay hastay hastay jawab deya tumnai dil deya he kab tha🙂..-
Shadi aus ladke sai kro jo tumhare dhass rupay sai khush ho na ki tumhare hazar rupay par🙂...
-
Dear boys:
Ladke apnai leya behtar nahi,
Aapnay maa baap kai leya behtar dundhoo
Vo kya hai na,
Aak ladke he tumai phir apnai maa baap sai duur kr daite hai...
I hope you understand🙂.-
Tum karo hurt
Hum nibatay jayai gain
Pr ak din
Hum tum sai bohat dur chalai jayai gain💔🙂
-
Gifts Lotah kr sara karzah toh autar deya tum nai..
Magar mohabbat ka karzah kaisa autaro gai💔🥀..-
Kehtai hai khuda sab sai auske pyari cheez cheen laita hai..
Kbi kbi toh darr sah lagta hai kahi khuda tumai muj sai cheen na lai..
Vo kya hai na mere sab sai pyari cheez ho tum❤️🖇️-