Ab Kya Khusi Hogi Eid Ki
Rozedar Mai Naye Kapde Se
Jyada Kafan Bik Gye Bazar Mai-
Tere Karam Se Mila
Magfirat Ka Hai Ashra
Rihae Naar e jahannam
Se Ho Ata Ya Rab-
Kabhi Shab E Meraj
Kabhi Shab E Barat
To Kabhi Shab E Qadr
Kitana Maherban Hai Mera Rab bakhshish ke hazaro Wasile Deta Hai ❣️-
Unhe To Arsh Mein Mehboob ﷺ
Ko Bulana Tha
Talab Thi Deed Ki
Meraj Ka Bahana Tha
-
Baap hi ek esi Sakhsiyat hai
Jis Ke parchhai Mai Betiya
Raaz karti hai-
Ilm Ek Aisa Khazana Hai
Jo Kharch Karne Se Khatam
Nhi Hota Balki Zyada Hota Hai.
-
Jab Andheron Mein Burai Ka
Irada Karo, To Allah Ke Dekhne
Se Darr Jao, Haya Karo,
Aur Apne Nafs Ko Kaho Ke
Jis Hasti Ne Andheron Ko Paida
Kiya Wo Mujhe Dekh Raha Hain.
-
Gunah Na Kar, Is Zindagi Ka
Kiya Bharosa Jo Kch Pal Ki Hai
Ham Bhi Un Lamhoon Ki
Tarah Guzar Jayein Gay Jo
Laut Kar Nahi Aatay..-
Agar Log pochte hai aapke
Sukoon ki wajah,
To Muskura ke keh do ki mera
Allah mere saath hai..-
Ek Achcha Taluq Barish Ki
Tarah Nahi Ke Barsne Ke Bad
Khatam Ho Jaye,
Balki... Hawa ki Tarah Hai
Khamosh Magar Hamesha
Aas Paas..
-