Jiss din ab milenge tumhe dekh kr muskuraayenge
Awaargi kya hoti hai ab tumhe hum bataayenge-
Keerti Mishra
(#Activesoul)
2 Followers · 9 Following
Joined 9 January 2021
21 MAR 2021 AT 21:27
17 JAN 2021 AT 11:26
Tanhaai ka jo nasha chadhe janaab
To saraab kya sabaab kya
Jo zindagi hi be aabru krne pe aaye to fir
Lihaaj kya hijab kya-
15 JAN 2021 AT 0:58
Dil udne ko hua betaab jo sabnam-e-bahaar dekh to pata chala avi ek dard-e-bisaat ki sab-e-barsaat baanki hai
-
15 JAN 2021 AT 0:18
Har baar iss kadar tut kr bikharne k baad v khud hi samabhalte hn hum
Fakat Haar ki dehliz pe jaa kr jitne ka hunar jo rkhte hn hum
-
14 JAN 2021 AT 14:18
Kati patang si hona chaahe ab ye dil
chaahe saara jamaana hi niche khare reh kr tamaahsa dekhe
ye to hawaaon k rukh k sath bus ek aur uchhi mukaam hi paana chaahe-