Jindagi ka ek panna
Bachoan ka rang bi rang.
Dusra panna jawani ka
Hajaro rang ka.
Aakri panna rangonge rang pehechanke anubav ka rang ka.-
Keerthi Lakshmi
(Keerthi Lakshmi)
561 Followers · 117 Following
Joined 21 July 2021
23 JAN 2023 AT 22:16
19 JAN 2023 AT 21:25
Jeevan ki safar
Jane kahan le jaye.
Chalo milke chale do pal
Shayad safar haseen ban jaye.-
19 JAN 2023 AT 21:22
Dil ki awaz
Ankon se bayan hoti hai.
Juban se nikli bathonme kya patha kithni sacchi kithni juti hoti hai.-
27 NOV 2022 AT 17:33
Sukte gulabo me
Dekha apni murjate huve zindagi ko.
Tumhare galtiyon se badnam hote hamare wafai ko.
Bewafai tho kiya tumne aur kardiya bewafa humko.-
3 NOV 2022 AT 21:52
Mere kadmonke nishan
Mite jarahehe tere kadmonke chahat mei. Kabi tho ek do kadam milado kahi nishan rehe jaye.-
3 NOV 2022 AT 21:44
ನನ್ನ ಪ್ರಶ್ನೆಗಳು ಮೌನವಾದವು.
ನನ್ನ ಮೌನಕ್ಕೆ ಕಾರಣ ಹುಡುಕುವುದೇ ನಾ ನಿನಗಿಡುವ ಪ್ರಶ್ನೆ.-
6 AUG 2022 AT 0:10
Shehar kya sochtha hoga
Ye hum kyun soche
Sheher khud sochega.
Jindagi apni hai sheher na apna hai na kisi aur ka raha. Ye tho badaltha hai badaltha rahega.-