Sab sanskaro ki baat h jo jaisa sikhta h wo Waise hi dusro ke saath pesh aata h๐
-
Wish me 19 July๐
Der lagti h magar samajh aa jata h
Kon kaisa h najar aa jata h dikhawa karte h log apna hone ka tym aane par sab pta chal jata h-
Is matlab ki duniya mai ek aapka hi saath h
Matlab ki is duniya mai ek aapka hi Sahara h
Happy mother's day mumma love u-
Hamne to chor hi diya tha likhna
Kambakt uski yaado ne fir likhne pe majboor kar diya...
(Aaj phir teri yaad aayi h)-
Tujhe bhi pta hai galti kiski h
Baat sirf itna h tu accept nh karna chahti-
Tu sabko to meri galti bta Di
Ek baar mujhe bhi bta diya hota
Jo kisi ke saamne nh jhukhti h
Wo bina galti ke tere saamne jhukhti thi
To kya is baar hamare beech kaye faasla nh mitta-
Mujhe kisiko kuch bhi bolne mai koi interest nh h but kya kare log bolne pe majboor kar dete h๐
-
Are yr mere baare mai jitna sochte ho
Khud ke baare mai soch lo aapka bhala hoga๐๐-
Ishq to bari dur ki baat h
Ab to tum mere nafrat ke kaabil bhi na rhe-