Pta hai kitna muskil hota hai
Khud ko har dafa mazboot rakhna or dikhana
Jab bhul hi jaate hai ki kabhi dil bhari hona bhi ek safar ka hissa hai
Or wo majboot insaan ka uss dafa jhukna bhi sahi hai.
-
Likhawat to bs haanthon ki hai...
Par shabd bilkul dil se hain..
♥️