Bigad Gaya hai yee mann,zara sambhal doona,
Uumed kisi bhi baat ki hoo,uuse sammaan doona,
Na bhi ho bhala aapna phir bhi gyan doona,
Bigdi hui jivan ki gadi ko patri pe lane doona,
Ek dafa jivan mauka deti hai uuse paane doona,
Mauka ka faida bhi uuthana hame sikha doona,
Jab nahi hoti apne mann ki
naam iss iiswar ka loona,
Jab ho jati ho maan ki tab bhi naam doona,
Jivan me ye "dauglapan" na aane doona -(2)
-