Ceene mai dabi thi wo chij jo samaj na muje aayi,
Ciggerate k dhuwe se, raahat tbodi si muje aaayi,
Uss saksh k aane se khalbali ceene mai firse aayi,
Uske jaane se ye samaj muje aayi..
Isse kehte hai TALAP, jo bas ab merr bether hai samayi!
-
Tum khidki k awaazo se darr rhe the,
Hum in tej hawao mai jaan ki duwae maang rhe the.
Tum baarish ki tasveer khich rhe the,
Humare aankho k saamne parivaar ki tasveer nazar aa rhi thi.
Haadse k waqt tumhare pas zameen thi jaan bachane k liye,
Aur hume zameen ka ek kona bhi naseeb na hua.
Aakhir jab naav dherre dhere iss sagar mai samane lagi,
Kudd gaye iss Vishal sagar mai bhagwan se zindagi ki bheek mangte hue.
.
.
Waha durr jara hadsa hote hi tv pe khabre udti hai
Aur yaha kosho durr koi puchne wala nhi hota.-
Jab unhe naa hai kisi baat ka gum
To kyu fir rhe dil mai liye jhakham,
Jab unne naata hai itni aasani se toda
To ye samaj lo, dil ka taar na tha unne joda,
Jab jhakmi hogya tumhre saath ka mustakbil
To apne dil ko samjao, isme ek hi jann tha shaamil,
Parrr wo to tumse behat pyaarr karti thi
....
Yehi galat fehmi muje thi, ki wo mujpar marti thi!!-
Pyaar bichad k Zindagi ruth si jaati hai,
Raato ki neend aur sarir mai dikhat aati hai,
Bitaaye hue lamhe se dhadkan tej ho jaati hai,
MERE LAAL,
Zindagi mai aisi mushkil to kabhi aati kabhi jaati hai,
PAR
Shadabahar khushi to parivaar k pas se hi mili jaati hai!!-
Tumhare tej gusse mai bhi pyaar hai
Tumhare aankho mai talwar ki dhaar hai
Mai jaanta hu tumhe mujse bepanah pyaar hai
Tum jarur baat karogi kyu ki..
Hamare dil ko joode ye athut taar hai.-
Mai hamara bhavishya sochta raha, Wo man hi man muskraati rahi
Mai hamare bacho ka naam sochta raha, Wo meri ha mai ha milati rahi
Mai ghar bnane ka sapna dekhta raha, Wo apni palke jhukati rahi
Mai sochta raha, ye ladki kitni Pyaari hai
Muje kya pata,
Iski shaadi ki kahi aur hi Tayyari hai!!-
Andheri raat mai chand ki roshni ho tum
Pahado ki thand mai Suraj ki kiran ho tum
Kya batauu kis kadar chahta hu mai tumhe
Meri zindagi ki aashiqui ho tum!!-
If you want to listen something,
Don't put your ears closer to it
Rather
Calm your mind!-
Padne gye the desh videsh,
Fir kyu Mila Nahi sukh vishesh
Ab Maa ki mamta, Pita Ka Mann,
Bas kehta beta Tu laut aa vatan
Ye Samachar hai Dil dukhata,
Teri chinta Hume aur badata
Beta, ab na hone dungi tuje Durr,
Maa, Teri har shart hai muje manjur
Marna hai to Saath marenge,
Durr rehkar bhi aise kya jiyenge.-
Paise kamaya, Naam kamaya,
Par ye Corona ne sab bahaya
55 ki umarr tak karta rha kaam,
Socha 60 Ka ho jau fir karunga araam
Yamdoot bankar Corona aaya,
Aatma Kahi, Sharir tune kuch nhi paaya!
-