-
Suno,
Humesha dusron ke khatir toh khush ho jati hoon,
Ajj bas ek hi din mujhe apne mein hi rehne do na....
Har dard ko mere jhutla ke muskurati rehti hoon,
Ajj bas ek hi din mujhe dil khol ke rone do na....
Jeene ke liye chod do mujhe mere yaadon ke sahare,
Mere bikhre hue lamho ko ajj thoda samet ne do na....
Chaho toh samjho kitna v khudgarz mujhe tum,
Toufe mein mujhe akele mein kuch waqt gurzane do na....-
Everyone speaks on how parents sacrifice for their kids.
And yes it's true.
But, no one talks about the sacrifices of kid's dreams, wishes for their parents happiness and respect in this society.
Why is the sacrifice of a kid for their parents so underrated???-
In the world where peoples say
"Tujh mein aur usme fark hi kya hy tu v toh waise hi hy"...
Just wanna be someone's who'll sing
"Itna toh mujhe hai maalum, milke tujhe
behtar mein insaan bann gaya"...
This song for me.
😌-
Mujhe jeena tha mere hi pagalpan mein,
Par usko toh samjhdar ladki chahiye thi....
Mein theri choti choti baat par muhn fulane wali,
Par usko toh usse manane wali chahiye thi....
Pyar, waqt aur izaat v thi mere paas uske liye,
Phir v na jane usse aur kya chahiye thi....
Itna malum hai ki mein thi jameen si,
Aur uss parinde ko asmaan chahiye thi....-
Alan nahi karni thi hum dono ko apni ishq ki,
Alan nahi karni thi hum dono ko apne ishq ki...
Meine toh bas uske toofe mein di hui
payal qubool ki thi,
Par anjaane mein mohalle mein meri har kadam pe hi uski ishq gunjne lagi thi...-
Agar tumko ishq hy humse toh jatate waqt na jane
kahan se itni takleef late ho
Kehte ho sari galti meri hi hai par mujhse nazrein tum churate ho....
Sochti hoon simat jaungi jitni baar utni baar
buri tarike se tod ke rakh dete ho
Choti choti baat pe gussa karke mujhpe immature harkat
karne ka ilzaam lagate ho....
Ek minute ka late reply pasand nahi hai tumko phir v meri message ko
seenzoned kar dete ho
Suruwat toh karte hi ho par har baar apni hi marzi se baat
beech mein chor ke chale jate ho.....
Aage badh ke jeene ki kosish karu toh baar baar ake
beech rah tok hi dete ho
Na jane kya chahiye tumko, lagta hai ki kisi ko jinda laas bana ne ki
paap ko apne sar pe lena chahte ho....-
This message has come from the future.
(Discussion in front of family before a day of brat sabitri)
My satyaban (in future) to his sabitri (me🙈): Dear sabitri, kyu yeh ek din ka nirjala brat rakh ke, mera umar badha ke baki ke dino mein meri khoon piiti hoo, mere upar taras nahi aata kya🥺🥺
Mat karo na yeh brat aur please bask do mujhe...
🙏
Me: Dekh rahe ho kitna pyar kar raha hy mujhse... 🙈yeh direct brat na kar bolne se nahi mein manungi pata hy usko isliye kitna pyara natak kar raha hy.... yaar tum tension ni lo mein tumhare lambi umar ke liye itna toh kar hi sakti hoon na... (isharon mein: aur hann tumhari baat pe charcha thodi der baad karte hy....achhe se...)
Rest is history...
I mean in future dude...🤭-
As life is so unpredictable,
I can't assure you to be permanently in your life....
But,
I'll make sure that I'll be the best temporary thing happened to you in your life....-