رکھا تھا جو سہما سا درد
آج رکس کرتا ہے تیرے آگے، میس ہمدرد
سمجھے آئ یہ تیرے آگے جُھککر
رُسوا نہیں ہونے دیتا ہے تو
گنہگار کو در ب در
-
Follow me on instagram: kahkashan438
Jis Ishq ko pane ki tamanna ki umr bhar
Thak gayi to jhuk gayi uske dar par
Khuda ke siwa koi nahi mera hai
Meri aajizi ko sukoon dar e Meharbaan bhi aaya hai
Wo nahi bhoola hai mujhe,
Mere hi fitrat mein hai bhatak jana
Aur jab bhi rokar meri tadap ne
Use pukara hai
Mere rab ko bar bar mujhpe beintaha pyar aaya hai
Thhaam lia hai mujh gunahgar ko usi Rehman ne
Kise hai waqt ke
Mere beemar dil ka ilaaj kare
Wo nahi sota hai;
Sunta rehta hai gamgeen si guftagu meri
Bina waqt k kisi qaid ke
Aur jaanta hai mujhko mujhse bhi behtar
Apni kaifiyat ke liye logon se aas lagakar
Kitne hi waqt zaya kiye maine
Na dekhi Khuda ki belaus mohabbat
Sukoon hai usi k dar par aye dil
Kafi der se samajh payi hoon main
.- Kahkashan
-
कैफियत दिल की सुनाने वालों
दर्द को तमाशा ना बनाया करो
ज़ख्म छुपे रहें तो अच्छा है
खूल गए अगर, ना भर पाएंगे
ये शर्त लगा लो
-
Har lehza mohabbat ka wo samjhein
Ye zaruri to nahi
Khwabon mein haqiqat ka rang bharein,
Ye zaruri to nahi
Ban na jaye tamasha teri chahat, aye Ishq
Teri chahat ki thakan ko wo mitayein,
Ye zaruri to nahi
Ban gaya nagma tera gam, aye Kahkashan
Tere gam ki dhun wo gungunayein
Ye zaruri to nahi
-
The morning poured
onto me its shine.
I walked with chapped words
in my throat.
Today, I felt myself to be
a bit of this world once again.
-
There,
deep within
is a thing called ' hope.'
It stays there
when everything falls.
It stays and says -
" Breathe my little a bit more. "
-
I wish I could have
celebrated the end
of my loneliness
with one of your
comforting words
And my brownies would
not have tasted
as moist as sorrow!
-
The taste of September
clings to my bones.
I forget everything
except my nature.
-
My love is my love.
The way I look up to it.....
And my holding on to it
is like a basket of fresh flowers.
It stands afar.
Smiling at me.
Sometimes even teasing;
Winking.....
And today I am glad
that I could write about it
Peeping into its uneven eyes.
-
I name voids after myself.
Oh! How this heart knows that
Silence screams louder than words.
Voices get buried under my earth.
I ask love about its arrival
And it points at a piece of fate
shivering between my palms.
-