Jis waqt ap ka dil achhanak tej se dhadk ne lage samajh jao ki apke waare main baat ho rahi hai Asmano par ,ya fariste kar rahe hai ya khuda koi huqum farma rahe hai ,Uss waqt bahut dua mangna .Log samjhte hai anxiety hai depression hai .par nahi uss ka Roohanu tak bahut badi taluk hai
-