1 MAY 2018 AT 9:22

itihas gawah h
jab jab kisi nari ka apman hua hai,
tab tab ya to lanka jali ya fir mahabharat hua.....

kal ki nirbhaya ho ya aaj ki aashifa,
itihas gawah h ki der se hi sahi par unhe bi insaf mila ......

Itihas gawah h
Jab jab andhere ne jag ko ghera hai,
Tab tab ishwar ne roshni se andhere ko hataya .....

Ye andhera chahe kitna gahra ho
Aaj ya kal sach or achhai ka ujala ho hi jyega.....
Itihas gawah h

- Change@matrix