नज़रें काफ़ी है दीदार के लिए, मेरा प्यार जिस्मों का मोहताज नहीं।
-
Jyoti Shaw
1.0k Followers · 7 Following
INNER BEAUTY IS BETTER THAN OUTER BEAUTY.
Joined 23 March 2019
14 JUL 2020 AT 11:41
"Main toot ke bikhar gayi, teri yaadon mein hi rah gayi, tu bhul gya mujhe, main tujhme kahi kho gayi."
-
7 JUL 2020 AT 12:03
Suno na....
"U jo har roj tum mujhe bhul jate ho, main itni buri hu kya, aur bin kahe mujhe yaad tak nahi karte, main tumhari majburi hu kya."-
29 JUN 2020 AT 18:26
"Khuda naa kare mohabbat mein aisa din bhi aaye, hum pass hoker bhi unse milne ko taras jaaye."
-
23 MAY 2020 AT 15:40
"Tera badal jana lazmi tha, hum hee naa samajh the jo tere intzaar mein baithe rahe."
-
5 MAY 2020 AT 13:18
"Ab kaise samjhau tujhe ki tu mere liye kitna khas hai, pahala pyaar hai tu mera tu pahala ehsaas hai."
-
4 MAY 2020 AT 13:15
"Toote hue log aksar muskuraya karte hain, chupa kar apne dard mehfil sajaaya karte hain."
-
10 APR 2020 AT 17:08
"Do pal ki khushiyaan aanshu mein badal jaati hain, kuch iss kadar meri khusiyaan had se gujar jaati hain."
-