Ham bhi bachpana me bahut aamir the pani me hamare bhi jahaj chala kartee the
-
Ghanto ka intezaar kuch pal ke sath ke liye pyaar sacha ho to pachtabah nahi hota intezaar ke liye
-
Same to same par badalta hai par insan to kisi bhi same badal jaate hai
-
Jindgi me agar koi acha lagye to use Sirf chahna pyaar mat karna kyoki pyaar khatm ho jata hai lekin chahat kabhi khatm nahi hoti
-
Mehfil me chal rahi thi..
hamre katl ki tayaari...
Ham pahunche to bole..
Bahut lambi umr hai tumhari...๐ค๐ซ
-
Dont dpeped too much on anyone in this world because even your own shadow leaves you when you when you are in darkness
-
Jabardasti ki najdikiyo se sukun ki duriya hi achi hai ๐ค๐ค๐ค๐ค
-
Baato se sikha hai hamne insano ko pehchne ka tarika jo log jhute hote hai wo ๐ akshar ๐ bate badi ๐ badi karte hai..... ๐
-
Kal shisha tha sab dekh - dekh kar jate the aaj tut gaya sab bach - bach ke jate hai ye wakt hai.... sahab din sab ke aate hai
-