Behisaab mamta huaa karti thi unki duaaon me ,
Unhe khabar kaha thi...
Ki wo mamta ke liye hee ek din bojh ban jayenge...!-
😎Khate ... read more
Achchhayiyan to sabhi pasnd karte h ,
Koyi aapki khamiyon ke sath aapko apna kar dekhe tab na..!-
Mitha bolkar kisi ke sath daga karna hamne nhi sikha ,
Agar ese ego hona kahte h to hum
ego ke sath bhale h...
Kam se kam apna bankar dusmno se badtar kaam to nhi karte...!-
O hello,
Follow karke unfollow krne walon ,
Es lockdown me
mai bhi full on berojgaar hee baithi hu...
Don't worry 😜😜😜😜-
Wqt wqt ki hee to baat h ,
Jis par aapko sabse jyada bharosa hota h...
Aqsar aapke bharose aur ummid ka katal bhi wahi karte h...!-
Mujhe nhi pata tha ki mai etni jyada upr uth gyi hu ,
Ki logon ko mujhe nichha dikhane ke liye
Khud niche girna pad raha h.-
Na drd koyi unse h ,
Na galti koyi unki h...
Ye to bas wqt ka khel h
Kbhi wo kuchh kah nhi pate h
Kbhi hum kuchh kah nhi pate h
Kbhi wo samjh kar anjaan
ban jate h,
Kbhi hum sabkuchh jan kar
anjaan ban jate h...!-
Kho gyi hu aajkal mai kahi ,
Socha baat kuchh khas nhi h...
Par ye kaise bhul gyi mai
Sab kuchh sab ki zindgi me etna bhi aasan nhi...!
-
आंसुओं की कीमत आंसुओं से लगा बैठे थे ,
पता ही नहीं चला दर्द से कब इश्क कर बैठे..!
-
Galti ye nhi thi ki maine payaar kiya ,,
Ha ye jarur thi ki tumse kiya...!-