Na bana khaki uska meray samnay
Mudatu say usko bhola ho ,na gum pyada kar.-
Junaid Mir
(Junaid mir)
9 Followers · 2 Following
🍁🍁 srinagar kashmir
Joined 14 April 2019
25 FEB 2022 AT 19:23
20 DEC 2021 AT 19:38
I have been used to consider poetry as the food of love.
JANE AUSTEN-
14 DEC 2021 AT 19:32
Bay waja tum nay osay nahi khoya ha JUNAID.
Apnay ap mai kuch kalam payda kar.-
8 DEC 2021 AT 10:42
Mulakatay urooj par thi to jawab azan tak na diya iqbal.
Sanam jo rotha ha to aj muazin banay bathay ho.-
24 NOV 2021 AT 11:33
Kyu tu khaka bana rahi hai ik ajnabi key.
Kabi to hamara khaka banaya kar.-
19 NOV 2021 AT 10:26
Agar yuhi idar hai, to zara sambhal kay bhait.
Ankho say anso yuhi na choda kar.-
17 AUG 2021 AT 21:45
Ak nyamat hai zindagi usay sambhal kay rakh
Qabristan ko sajanay key zaroorat kya hai-
16 AUG 2021 AT 9:55
Ayi ha wo hum say milnay kay liya.
Aur pochtay hai haal hamari bewafaai kai.
-
15 AUG 2021 AT 10:29
Kasam say itna be na yaad aya karo
Khalal payda kartay ho nima zoo mai be.-