Yun hi nhi hamari Maaon ke Haton pe "दाग" hain...
Jale pe Namak Chidak_te huwe inke "भाग" hain...-
Ab kya hi kahun..! बेशक mera vo "Mâazi" tha..।
Gulaab se इश्क़ tha aur काँटों ka hona "Laazmi" tha..॥-
Agar_Magar ka hi "Jhol" hai ye इश्क़..../
Meethe Lafz liye Zaher ka "Ghol" hai ye इश्क़...!-
Waise "Kala" ke kai Aakaar hain mujh me...
Bass इश्क़ me Anpadh sa main ke,
" Tere Alawa kuch nhi Aata....! "-
📎2_ka पहाड़ा🧮
Tujhe bhulaun to kaise....!
Mere Liye tu 2 ke "पहाड़े" jaisi hai....-
📎Zakhm_e_Fikar🤕
Ye "Zakhm" bhi ab jald bharte nhi...
shayad inhe bhi,Tere hi "Fikar" ki Talash hai...!!-
📎Fikar_e_Bewafai
Uski fikar Bewafa to na thi...
Han Magar,
Ab uski fikar ke bina zinda bhi to hun main....!!.....-
📎AL-Vidaa...
Ab bass AL-Vidaa kehne hi "Baat" hoti hai...!
Uski Kami puri bass ab "Raat" se hoti hai..!-
📎Saans_😷
Saansein tak Thak gayi hain Saans ki Aaas me.....!
👇 " Read In Caption".... 👇-
📎Fariyaad_🤲
Dill_lagi me "Namaz-e-Qazaa"bhi bhool gye jo...!
"Kameel-e-Mohabbat"ki Fariyaad me,
" Tahajjud me Khade hain..."😔-