Junaid Ahmad Siddiqui   (Junaid Ahmad)
0 Followers 0 Following

मैं कौन हूं, तुम्हें मालूम चले तो बताना।
Joined 24 June 2020


मैं कौन हूं, तुम्हें मालूम चले तो बताना।
Joined 24 June 2020
16 JUL 2023 AT 21:04

Sab kuch jaan liya humne aahista aahista,
Tumko pehchan liya humne aahista aahista,
Meri khataao ka tha yahan muntazir har koi
Kar lia khud ko badnaam aahista aahista.

-


26 JUN 2020 AT 0:24

Uske jaane ka gham to kabhi bhi na tha,
Shikwa to bas itni hai ke sab bewajah tha.

-


26 JUN 2020 AT 0:06

Jab tu tha to yeh zindagi choti lagti thi,
Tere jaane ke baad to lamha nahi guzaara jaata.

-


24 JUN 2020 AT 20:36

Hum to bas naraaz hue they,
Aap to humse nafrat karne lage.

-


24 JUN 2020 AT 12:52

Tamaam umr ghar jaane ko dil chaahta raha,
Aaye jab ghar ko wapas, wo ghar kahaan gaya.

-


24 JUN 2020 AT 12:42

Tumhara ishq to intehaan ke layak bhi nahin,
Aur hum hai ke parcha liye phirte hain.

-


24 JUN 2020 AT 2:55

Humari to zindagi ka
Bas itna hi raha sitam,
Tu paas ho, aur tere jaane ka gham,
Tu door ho, tere na aane ka gham.

-


24 JUN 2020 AT 2:36

Sawaal ek hai aur jawab bhi ek,
Zindagi khamakha guzar rahi hain.

-


Seems Junaid Ahmad Siddiqui has not written any more Quotes.

Explore More Writers